Tere Hi Khayalon Mein Duba Raha / Khayalon mein bhi hai khaabon mein bhi koi aane laga hai yadon mein bhi ae dil mere mehsoos kar in ahaton ko dhadkan ne jo seene mein lee, un karwaton ko aye khuda, aye khuda din mein bhi wahi saans lene laga raaton mein bhi meri woh hi to basa hai palkon pe rehne ki dhoondhta hai jagah.