Ye Kya Jagah Hai Doston : Ye kis mukaam par hayaat mujh ko leke aa gai, na bas khushi pe hai jahaan na gam pe ikhtiyaar hai na jis ki shakl hai koi na jis kaa naam hai koi, ik aisi shai kaa kyon hamein azal se intazaar hai.